Aapka naam Usman hai kunniyat Abu Umar aur laqab Zunnoorain hai, 1⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*_🥀 Shaan e Hazrat Usman Gani رضي الله عنه ZunNoorain 🥀_*



*(Post #01)*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*
✏️ Aapka naam Usman hai kunniyat Abu Umar aur laqab Zunnoorain hai, kyuke Huzoor e Pak ﷺ ki 2 sahabzadiya Hazrate Ruqaiyyah رضي الله عنها aur Hazrate Umme Kulsoom رضي الله عنها aapke nikah mein aayi aur aulade aadam mein kisike nikah mein Nabi ki 2 betiyañ nahi aayi.
Aapki wiladat aamul feel se chate (6th) saal mein hai aap chauthe (4) musalman hai, Aap Sayyeduna Siddique e Akbar رضي الله عنه ki dawat par Islam laaye.
Aap se pehle Hazrat Abu Baqr Siddique Hazrat Zaid bin Haarsa aur Hazrat Ali e Murtuza رضي الله عنهم Sharf e Islam pe Faeez the.


👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हकीकत ए ईद ग़दीर

जैसे ह़ज़रते उसमाने ग़नी रज़ियल्लाहु तआला अन्हु के निकाह में एक के बाद दीगरे यानि 2 बेटी निकाह में आयीं इसी तरह और भी किसी नबी की 2 बेटी या हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम ही की 2 साहबज़ादियां किसी के निकाह में आयीं है*

Usman E Gani ‎رضي الله عنه ‏Ke Gustako Ka Anjam ‎6⃣