Usman E Gani ‎رضي الله عنه ‏Ke Gustako Ka Anjam ‎6⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴


*_🥀 Shaan e Hazrat Usman e Gani رضي الله عنه ZunNooraiñ 🥀_*



*(Post #06)*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ*
*✏️ Usman E Gani رضي الله عنه Ke Gustako Ka Anjam*
Imam Ibn Sireen رضي الله عنه bayan karte hai ke maun Tawaf kar raha tha ke ek shakhs ko dekha ke dua kar raha hai ke Aye Allah Mujhe Bakhsh de lekin Mujhe pata hai tu mujhe nahi bakhshega toh maine usse pucha ke aisi dua toh koi nahi karta toh usne bataya ke maine Hazrat Usman رضي الله عنه ke janaza ko kholkar Aapke chehre par thappad mara tha toh iski saza yeh mili ke wahi mera sidha haath shall(paralyze) hogaya tha" Imàm Ibn Sireen رضي الله عنه kehte hai ke maine uska haath dekha toh sukhi lakdi jaise sukha hua tha.
Tabai Munzir bin Maalik رضي الله عنه bayan karte hai ke hum Madina Sharif mein the wahan ek shakhs Hazrat Usman Gani رضي الله عنه ko gaali de raha tha humne usey iss kaam se roka lekin woh nahi maana fir achanak badal garja aur ek bijli kadki jisne uss shakhs ko jala diya.


👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हकीकत ए ईद ग़दीर

जैसे ह़ज़रते उसमाने ग़नी रज़ियल्लाहु तआला अन्हु के निकाह में एक के बाद दीगरे यानि 2 बेटी निकाह में आयीं इसी तरह और भी किसी नबी की 2 बेटी या हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम ही की 2 साहबज़ादियां किसी के निकाह में आयीं है*